Friday, 22 December 2017

কোন সে আলোর স্বপ্ন নিয়ে

শিল্পী ------- আশা ভোঁসলে
কোন সে আলোর স্বপ্ন নিয়ে যেন আমায়
কে ডাকে আয় চলে আয় ,
ছায়া নীল সীমানায় ছড়ায় সোনায়
সূর্য মেঘের গায়
ডাকে আয় আয় রে আয় ,
কোন পাখি তার দুঃসাহসের ডানা মেলে
যায় হারিয়ে অন্ধ মনের আঁধার ফিরে
এই মন সঙ্গী করে আকাশের নীল নগরে
আমিও যাব উড়ে তারি পাখায় ।
চেনা অচেনার পাড়ে ডেকে ডেকে যে আমাকে
নিয়ে যায় অজানার অভিসারে ,
হয়তো ফিরেও দেখবে না এই ফেরারি মন
ঘর ছেড়ে ওই শুন্যে ওরা পাখির মতন
যাব যে সেই বিদেশে যেখানে স্বপ্ন মেশে
সে যদি সামনে এসে দুহাত বাড়ায় ।

Aise na mujhe tum dekho

Tere Saamne Aa Jaane Se
Yeh Dil Mera Dhadka Hai
Yeh Ghalti Nahi Hai Teri
Kusoor Nazar Ka Hai

Jis Baat Ka Tujhko Darr Hai
Woh Karke Dikha Doonga…

Aise Na Mujhe Tum Dekho
Seene Se Laga Loonga
Tumko Main Chura Loonga Tumse
Dil Mein Chhupa Loonga

Aise Na Mujhe Tum Dekho
Seene Se Laga Loonga
Tumko Main Chura Loonga Tumse
Dil Mein Chhupa Loonga

Tumse Pehle, Tumsa Koi
Humne Nahi Dekha
Tumse Pehle, Tumsa Koi
Humne Nahi Dekha

Tumhe Dekhte Hi
Mar Jaayenge
Yeh Nahi Tha Socha

Baahon Mein Teri, Meri
Yeh Raat Thehar Jaaye
Tujhme Hi Kahin Pe Meri
Subah Bhi Guzar Jaaye

Baahon Mein Teri, Meri
Yeh Raat Thehar Jaaye
Tujhme Hi Kahin Pe Meri
Subah Bhi Guzar Jaaye

Jis Baat Ka Tujhko Darr Hai
Woh Kar Ke Dikha Dunga…

Aise Na Mujhe Tum Dekho
Seene Se Laga Lunga
Tumko Main Chura Lunga Tumse
Dil Mein Chhupa Lunga

Aise Na Mujhe Tum Dekho
Seene Se Laga Lunga
Tumko Main Chura Lunga Tumse
Dil Mein Chhupa Lunga

Dil Mein Chupa Lunga

Wednesday, 20 December 2017

Manwa lage..

Manwa laage.. o manwa laage
Laage re sanware
Laage re sanware
Le tera hua jiya ka, jiya ka, jiya ka ye gaanv re

Manwa laage.. o manwa laage
Laage re sanware
Laage re sanware
Le khela maine jiya ka, jiya ka, jiya ka
hai daav re

Musaafir hoon main door ka
Deewana hoon main dhoop ka
Mujhe na bhaye.. na bhaye, na bhaye chaanv re

Manwa laage.. o manwa laage
Laage re sanware
Laage re sanware
Le tera hua jiya ka, jiya ka, jiya ka ye gaanv re

hey hey…¸¸.•*¨*•♫♪

Aisi kaisi boli tere naino ne boli
Jaane kyon main doli
Aisa lage teri ho li main, tu mera..

mm.. Tune baat kholi kacche dhaago me piro li
Baaton ki rangoli se na khelun aise holi main
naa tera..

O.. kisi ka toh hoga hi tu
Kyun na tujhe main hi jeetun
Khule khabon me jeete hain, jeete hain baawre

Mann ke dhaage, o mann ke dhaage
Dhaage pe saanwre
Dhaage pe saanwre
Hai likha mene tera hi, tera hi, tera hi to naam re

Ras bundiya nayan piya raas rache
Dil dhad dhad dhadke shor mache
Yun dekh sek sa lag jaaye
Main jal jaaun bas pyaar bache

Aise dore daale kaala jaadu naina kaale
Tere main hawaale hua seene se laga le
Aa.. main tera…
O.. dono dheeme dheeme jalein
Aaja dono aise milein
Zameen pe laage, na tere, na mere paanv re

Manva laage.. manva laage
Laage re sanware
Laage re sanware
Le tera hua jiya ka, jiya ka, jiya ka ye gaanv re

Rahoon main tere naino ki, naino ki,
naino ki hi chaanv re…
Le tera hua jiya ka, jiya ka, jiya ka ye gaanv re
Rahoon main tere naino ki, naino ki,
naino ki hi chaanv re…

Thursday, 14 December 2017

meri maa

Main Kabhi Batlata Nahin
Par Andhere Se Darta Hoon Main Maa
Yun To Main,Dikhlata Nahin
Teri Parwaah Karta Hoon Main Maa
Tujhe Sab Hain Pata, Hain Na Maa
Tujhe Sab Hain Pata,,Meri Maa

Bheed Mein Yun Na Chodo Mujhe
Ghar Laut Ke Bhi Aa Naa Paoon Maa
Bhej Na Itna Door Mujkko Tu
Yaad Bhi Tujhko Aa Naa Paoon Maa
Kya Itna Bura Hoon Main Maa
Kya Itna Bura Meri Maa

Jab Bhi Kabhi Papa Mujhe
Jo Zor Se Jhoola Jhulate Hain Maa
Meri Nazar Dhoondhe Tujhe
Sochu Yahi Tu Aa Ke Thaamegi Maa

Unse Main Yeh Kehta Nahin
Par Main Seham Jaata Hoon Maa
Chehre Pe Aana Deta Nahin
Dil Hi Dil Mein Ghabraata Hoon Maa
Tujhe Sab Hai Pata Hai Naa Maa
Tujhe Sab Hai Pata Meri Maa

Main Kabhi Batlata Nahin
Par Andhere Se Darta Hoon Main Maa
Yun To Main,Dikhlata Nahin
Teri Parwaah Karta Hoon Main Maa
Tujhe Sab Hain Pata, Hain Na Maa
Tujhe Sab Hain Pata,,Meri Maa